Lyrics
Chua tune beh gaya main Heeriye….jo ab tak kisi ne kabhi na kiya Ishq aisa ishq aisa..chaaiye.. Aisi deewangi se main chaahun tujhe jaise pehli dafa koi pagal hua Hua Main..Hua Main.. Hua Main… Dhuaan se main utha jo tera Hua Main..Hua Main..Raanjhana…Hua Main Dekha nahi tune abhi jaadu hua kya Dono jahaan jahaan jahaan gaye theher Tere badan ki roshni mera badan mein Abhi abhi abhi abhi gayi utar Koi doori naahi baaki piya re Bekhabar hoke baahon mein so ja meri Tu hawa aur main tera baadal hua Hawa mein hawa mein main uda Dhuaan se main utha jo tera Hua Main..Hua Main..Raanjhana…Hua Main.. Hua Main.. Hua Main….